Ye pyar ka zamana, ye kaisa hai zamana song is from and it is sung by and . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana
tum hi kaho kaise na ho koi diwana
ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana
tum hi kaho kaise na ho koi diwana
ye pyar ka zamana

ye ras bhare hoth tere patiya gulab ki
ye ras bhare hoth tere patiya gulab ki
ye ankhiya jinhone dil ki dunia kharab ki
hum dil se begane dil hamse begana
tum hi kaho kaise na ho koi diwana
ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana
tum hi kaho kaise na ho koi diwana
ye pyar ka zamana

dhundti hai tujhe meri aankhe
chand taro me
dhundti hai tujhe meri aankhe
chand taro me
tere jaisa phul koi dekha na baharo me
mai teri hi kahani tu mera hi fasana
tum hi kaho kaise na ho koi diwana
ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana
tum hi kaho kaise na ho koi diwana
ye pyar ka zamana

jane kaha manjil hai dile bekarar ki
jane kaha manjil hai dile bekarar ki
jaha ruk jaye wahi dunia hai pyar ki
hai thokar me hamari jamane ka jamana
tum hi kaho kaise na ho koi diwana
ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana
tum hi kaho kaise na ho koi diwana
ye pyar ka zamana