Ye pyar ka zamana song is from and it is sung by and . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1960.
Ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana
Tum hi kaho kaise na ho koi diwana
Ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana
Tum hi kaho kaise na ho koi diwana
Ye pyar ka zamana


Ye rash bhare hoth tere pattiya gulab ki
Ye rash bhare hoth tere pattiya gulab ki
Ye ankhiya jinhone dil ki dunia kharab ki
Hum dil se begane dil hamse begana
Tum hi kaho kaise na ho koi diwana
Ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana
Tum hi kaho kaise na ho koi diwana
Ye pyar ka zamana


Dhundti hai tujhe meri aankhe
Chand taro me
Dhundti hai tujhe meri aankhe
Chand taro me tere jaisa phul koi
Dekha na baharo me
Mai teri hi kahani tera hi fasana
Tum hi kaho kaise na ho koi diwana
Ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana
Tum hi kaho kaise na ho koi diwana
Ye pyar ka zamana


Jane kaha manzil hai dil e bekarar ki
Jane kaha manzil hai dil e bekarar ki
Jaha ruk jaye wahi duniya hai pyar ki
Hai thokar me hamari zamane ka zamana
Tum hi kaho kaise na ho koi diwana
Ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana
Tum hi kaho kaise na ho koi diwana
Ye pyar ka zamana.