Ye mausam song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mansoor Ahmad Siddiqui. This song was released on 01 Feb 2001.
Ye mausam
Ye mausam kah raha hai chal sath chal
Ye jawa jawa sama ye fizaye
Aye dil jara sambhal
Ye jawa jawa sama ye fizaye
Aye dil jara sambhal


Ye mausam
Ye mausam kah raha hai chal sath chal
Ye jawa jawa shama ye fizaye
Aye dil zara sambhal
Ye jawa jawa shama ye fizaye
Aye dil zara sambhal
Ye mausam ye mausam


Bhawro ne kaliyo ka ghunghat uthaye
Bhawro ne kaliyo ka ghunghat uthaye
Gulshan mahakne laga
Khusbu ne aisa fasana sunaya
Khusbu ne aisa fasana sunaya
Mai bhi bahakne laga
Wadi dulhan jaisi saji
Chupke kahi sahnayi baji
Ye naya naya nasha cha raha hai
Aye dil jara sambhal
Ye naya naya nasha cha raha hai
Aye dil jara sambhal
Ye mausam ye mausam


Pagli bani ye diwani hawaye
Pagli bani ye diwani hawaye
Lahro ne ki ched khani
Kahta hai mujhse thahar ja tu pal bhar
Kahta hai mujhse thahar ja tu pal bhar
Thahra hai jharno ka pani
Kitne hasi hai ye silsile
Wo aasman se dharti mile
Mara chain kyu bhala ja raha hai
Aye dil zara sambhal
Mara chain kyu bhala ja raha hai
Aye dil zara sambhal


Ye mausam
Ye mausam kah raha hai chal sath chal
Ye jawa jawa sama ye fizaye
Aye dil jara sambhal
Ye jawa jawa sama ye fizaye
Aye dil jara sambhal.