Yahin wafa ka sila hain to song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Yahin wafa ka sila hain toh koi baat nahin

Yeh dard tune diya hain toh koi baat nahin

Yahin wafa ka sila hain

Kise majaal kahe koyi mujhko deewaana
Kise majaal kahe koyi mujhko deewaana
Agar yeh tumne kaha hain toh koi baat nahin
Yahin wafa ka sila hain toh koi baat nahin
Yahin wafa ka sila hain

Yahi bahut hain ki tum dekhte ho saahil se

Safina dub raha hain toh koi baat nahin
Yahin wafa ka sila hain toh koi baat nahin
Yahin wafa ka sila hain

Jo aanewaala hain kal usako kisne dekha hain

Wo hamase aaj juda hain toh koyi baat nahin
Yahin wafa ka sila hain toh koi baat nahin
Yeh dard tune diya hain toh koi baat nahin
Yahin wafa ka sila hain toh koi baat nahin
Yahin wafa ka sila hain.