Main khoya toh dhundne aayo Chupke se ik khwaab mein jaayo Honthon ki sadh se mujhe bulaiyo
Yahin hoon main Yahin hoon main Kahi na gaya tujhe chod ke main
Yahin hoon main Yahin hoon main Jiya hoon tujhe hi toh odh ke main
Haasna tu meri hansi Karna woh zidd kabhi Anjani unhi adaon se Aankhein moond kar kabhi Jee lena tu khwaab sabhi Liye jo thhe meri bahon mein
Jab yaad mein mera naam le Tere bol bann jaunga Bahane se tere lab chhu lunga Na hoke bhi ho jaunga
Kehne dil ki baat tu aaiyo Aankhon se phir sab keh jaayo Mere aansune geet tu gaaiyo
Yahin hoon main
Yahin hoon main Kahin na gaya tujhe chhod ke main
Yahin hoon main Yahin hoon main Jiya hoon tujhe hi toh odh ke main
Dooriyan jitni ho jaane de Faasle naa rahe Manzilein mil jaaye Jo bhi kho jaane de Raastein sang chale
Jab raat koi na dhale Subah main ban jaunga Bahaane se tere lab chhu lunga Naa hoke bhi ho jaunga
Tanhayi mein na ghabraiyo Milne ik lamhe tu aayo Uss lamhe mein tehar sa jaayo
Yahin hoon main Yahin hoon main Kahin na gaya tujhe chhod ke main
Yahin hoon main Yahin hoon main Jiya hoon tujhe hi toh odh ke main