Yahaan Vahaan Lyrics - Farhan Akhtar | Vidya Balan
About this song
- Song: YAHAAN VAHAAN
- Movie: SHAADI KE SIDE EFFECTS
- Singer: FARHAN AKHTAR
- Music Director: PRITAM
- Lyrics: SWANAND KIRKIRE
- Music Label: T-SERIES
Lyrics
Kal ko bhulo na, kal toh bita re
Sooni chaukhat pe, dekho aaj baitha re
Kal ko bhulo na, kal toh bita re
Sooni chaukhat pe, dekho aaj baitha re
Yahaan vahaan, yahaan vahaan
Phirta mein jahaan tahaan, kahaan kahaan
Hui jo hai khata khata khata khata
Yaara hamein maaf kar do na
Yahaan vahaan, yahaan vahaan
Phirta mein jahaan tahaan, kahaan kahaan
Hui jo hai khata khata khata khata
Yaara hamein maaf kar do na
Kashti hoon mein woh tanha, dhoonde jo sahil
Tere dil ka woh kona, hai meri manzil
Kashti hoon mein woh tanha, dhoonde jo sahil
Tere dil ka woh kona, hai meri manzil
Maana ke tu hai na badi khafa
Mein bhi zara doon yeh tujhe bata
Tere bin din guzar jaaye, shaam dhal jaaye
Raat beete na
Yahaan vahaan, yahaan vahaan
Phirta mein jahaan tahaan, kahaan kahaan
Hui jo hai khata khata khata khata
Yaara hamein maaf kar do na
Mujhko itna sukun hai, sach mein kehta hu
Gusse mein hi sahi, tere dil mein rehta hu
Mujhko itna sukun hai, sach mein kehta hu
Gusse mein hi sahi, tere dil mein rehta hu
Maangoon bas main to yehi dua
Dard ki de mujhe koi dawa
Tere bin kaise samjhaye, chain na aaye
Dil yeh maane na