yaha mai ajnabi hu, yaha mai ajnabi humai jo hu bas wahi hu, mai jo hu bas wahi huyaha mai ajnabi hu, yaha mai ajnabi hukaha sham-o-shehar yeh kaha din-rat merebahut rusva huye hain, yaha jasbat merenai tahrib hai yeh, naya hai yeh jamanamagar me aadami hu wahi sadiyo puranamai kya janu yeh baate, jara insaf karnameri gustakhiyo ko khudara maaf karnayaha mai ajnabi hu, yaha mai ajnabi huteri baaho me dekhu sanam gairo ki baahemai laaunga kaha se bhala aisi nigaahe
yeh koyi raks hoga, koyi dastur hogamujhe dastur aisa kaha manjur hogabhala kaise yeh mera lahu ho jaye panimai kaise bhul jaau mai hu hindustaniyaha mai ajnabi hu, yaha mai ajnabi humujhe bhi hai shikayat, tujhe bhi toh gila haiyahi shikawe hamari mohabbat ka sila haikabhi magarib se mashrik mila hai jo milegajahan ka phul hai jo wahi pe wo khilegatere unche mahal me nahi mera gujaramujhe yad aa raha hai woh chhota sa shikarayaha mai ajnabi hu, yaha mai ajnabi humai jo hu bas wahi hu, mai jo hu bas wahi huyaha mai ajnabi hu, yaha mai ajnabi hu