Yaari Yaari Lyrics - Aditya Seal | Izabelle Leite | Tanuj Virwani
2014
Lyrics
Ho hai zara si,
Meethi meethi halki si khaari
Yaari yaari, yaari yaari, yaari yaari
Ho yaar woh jo samjhe baat bin bole saari
Yaari yaari, yaari yari, yaari yaari
Zinda yaaron se hui zindagi
Teri meri, meri teri yaari yaari
Ho kachchi pakki gullakon toh tod taad kar
Chillaron ko apne saare jod jaad kar
Tere hisse ki main smile ko khareed loon
Meri smile ka kahin na kahin se tu jugaad kar
Chai waale adde ki bhi chaai se hai pyaari
You know, yari yari, yaari yaari, yaari yaari
Zinda yaaron se hui zindagi
Zinda yaaron se hui zindagi
Teri meri, meri teri yaari yaari