Dil Aaj Kal Lyrics - Aditya Seal | Izabelle Leite | Tanuj Virwani
Lyrics
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal paas rehta nahi
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal paas rehta nahi
Yeh tujhse hi milne ko chahe
Yeh teri hi karta hai baatein
Kya tum ho, kya tum ho wahi
Kya tum ho, kya tum ho wahi
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal
Teri aankhon ke raste
Yeh chale jaata hai
Jo bulaaon main kabhi laut aata nahi
Bekhabar yeh zamane se takrata hai
Bedhadak mujhse kehta hai
Main hoon yun hi
Yeh tujhse hi milke hua hai
Jo teri nazar ne chhua hai
Kya tum ho, kya tum ho wahi
Kya tum ho, kya tum ho wahi
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal
Hai hunar ek naya isko tujhse mila
Muskura ke yeh milta hai sabse abhi
Aadhi raaton mein mujhko yeh deta utha
Mujhse pochche yeh raatein kyun kat.Te nahi
Yeh tujhse hi milne ko chaahe
Yeh teri hi karta hai baatein
Kya tum ho
Kya tum ho wahi
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal