Ajnabi kahe ke apna kahe Abb kya kahe, kya na kahe
Ajnabi kahe ke apna kahe Ab kya kahe, kya na kahe
Ishare bhi chup hai Zubaan khamosh hai Sadaa gumsum si hai Tanha aagosh hai
Yaara re, yaara re.. Kyun faaslon mein bhi tu yaara re
Yaara re, yaara re Kyun faaslon mein bhi tu yaara re
Tu choot kar, kyun chutaa nahi Kuch toh judaa hai abhi Main toot kar, kyun tutaa nahi Jeene mein hai tu hai kahin
Ishare bhi chup hai Zubaan khamosh hai Sadaa gumsum si hai
Tanha aagosh hai
Yaara re, yaara re Kyun faaslon mein bhi tu yaara re Yaara re, yaara re Kyun faaslon mein bhi tu yaara re
Hai har ghadi, woh tishnagi Jo ek pal bhi, na bujhi Hai zindagi chalti huyi Par ye zindagi hi nahi
Ishare bhi chup hai Zubaan khamosh hai Sadaa gumsum si hai Tanha aagosh hai
Yaara re, yaara re Kyun faaslon mein bhi tu yaara re Yaara re, yaara re Kyun faaslon mein bhi tu yaara re...