Yaar naa mile song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sajid Nadiadwala. This song was released on 25 Jul 2014.

Tu hai lajawab, tere jalwe hazaar
Mera bhi pata hai,
Main na maanu kabhi haar
Teri meri duniya mein behisab pyaar
Main hoon ek angel aur devil mera yaar

Tere jaisa duniya mein koi bhi nahi
Jise dhoondhti nazar lage tu hi hai wohi
Pariyon ki rani hoon main sabse haseen
Par tere bina kick mujhe milti nahi
Tere bina kick mujhe milti nahi
Tere bina kick mujhe milti nahi
Tere bina, tere bina…

Je mainu yaar na mile te mar jawaan
Je mainu pyaar na mile te mar jawaan
Je mainu yaar na mile te mar jawaan
Je mainu pyaar naa mile
Je mainu yaar na miley
Je mainu pyaar na mile te mar jawaan

Har shaam baby, tere hi naam baby
Aa tujhe pyaar karoon main,
Sar-e-aam baby
Hai intezam baby, kar ehtram baby
Iraade nek hain mere,
Na koi ganda kaam baby
Ishq, pyaar aur war khule aam karoon

Main hoon mutasib tujhse
Dil yeh tere naam karoon
Aaja meri baahon mein,
Tell me love you baby
Kahin tu mujhse yeh na keh de

Je mainu yaar na mile.. Mile.. Mile
Te mar jawaan
Je mainu pyaar na miley te mar jawaan
Je mainu yaar naa miley te mar jawaan
Je mainu pyaar na mile..
Je mainu yaar na mile..
Je mainu pyaar na mile te mar jawaan

Mohabbat bhi karke dekhi
Kya paya woh kaise bataoon
Dil ka aisa aalam tha ke
Dard-e-dil kisko sunaoon
Haan main hoon tera gunegaar
Mat dohrana tum abki baar

Je mainu yaar na miley te mar jawaan
Je mainu pyaar na mile te mar jawaan
Je mainu yaar naa miley te mar jawaan
Je mainu pyaar na mile
Je mainu yaar na miley
Je mainu pyaar na mile te mar jaawaan
Main mar jaawaan, main mar jaawaan
Main mar jaawaan..