Yaar Mat Jaa Lyrics - Aazmayish | Dharmendra | Anjali Jathar | Rohit Kumar | Alka Yagnik | Sonu Nigam
in Movies
Watch the Video
Song Information
Yaar mat jaa song is from Aazmayish (1995) and it is sung by Alka Yagnik and Sonu Nigam.It stars Dharmendra, Anjali Jathar and Rohit Kumar in leading roles. This song is penned by Anand Bakshi and composed by Anand Milind. It is produced by Mohan Kumar. This song was released on 21 Apr 1995.
Lyrics
Yar mat ja, yar mat ja
Yar mat ja ke meri baat abhi baaki hai
Yar mat ja ke meri baat abhi baaki hai
Tere wade ki mulakat abhi baaki hai
Tere wade ki mulakat abhi baaki hai
Yar mat ja ke meri baat abhi baaki hai
Tere wade ki mulakat abhi baaki hai
Tera wada tha ki main sham ko aa jayungi
Tera wada tha ki main sham ko aa jayungi
Ratbhar thaharungi subah ko chali jayungi
Ratbhar thaharungi subah ko chali jayungi
Subah ho janey do ooo, subah ho janey do ooo
Subah ho janey do yeh rat abhi baaki hai
Tera wada tha ki main sham ko aa jayungi
Tera wada tha ki main sham ko aa jayungi
Mere wade ki mulakat bhi ho jayegi
Mere wade ki mulakat bhi ho jayegi
Jo tere dil men hai woh bat bhi ho jayegi
Jo tere dil men hai woh bat bhi ho jayegi
Jindgi bhar ka sanam ho ho ho
Jindgi bhar ka sanam sath abhi baaki hai
Tera wada tha ki main sham ko aa jayungi
Tera wada tha ki main sham ko aa jayungi
Tumko jana hai chali jana magar thaharo toh
Tumko jana hai chali jana magar thaharo toh
Jhoom lu naach lu gaa lu mai agar thaharo toh
Jhoom lu naach lu gaa lu mai agar thaharo toh
Mere armano ki, mere armano ki
Barat abhi baaki hai
Tera wada tha ki main sham ko aa jayungi
Tera wada tha ki main sham ko aa jayungi
Yar mat ja ke meri bat abhi baaki hai
Tere wade ki mulakat abhi baaki hai
Tere wade ki mulakat abhi baaki hai.