Mera Dil Kho Gaya Lyrics - Aazmayish | Dharmendra | Anjali Jathar | Rohit Kumar | Sonu Nigam
in Movies
Watch the Video
Song Information
Mera dil kho gaya song is from Aazmayish (1995) and it is sung by Sonu Nigam.It stars Dharmendra, Anjali Jathar and Rohit Kumar in leading roles. This song is penned by Anand Bakshi and composed by Anand Milind. It is produced by Mohan Kumar. This song was released on 21 Apr 1995.
Lyrics
Mera dil kho gaya
Tera dil kho gaya
Hona tha ho gaya pyar
Mera dil kho gaya
Tera dil kho gaya
Hona tha ho gaya pyar
O ho ye dard
Ishq jaag utha
Jamana so gaya
Mera dil kho gaya
Tera dil kho gaya
Hona tha ho gaya pyar
Mera dil kho gaya
Tera dil kho gaya
Hona tha ho gaya pyar
O ho ye dard
Ishq jaag utha
Jamana so gaya
Jab mujhe tera
Sahara mil gaya
Mujhko yu laga ki
Kinara mil gaya
Jab mujhe tera
Sahara mil gaya
Mujhko yu laga ki
Kinara mil gaya
Ho ye pyar
Teri aankho mein
Mujhe dubo gaya
Mera dil kho gaya
Tera dil kho gaya
Hona tha ho gaya pyar
Mera dil kho gaya
Tera dil kho gaya
Hona tha ho gaya pyar
O ho ye dard
Ishq jaag utha
Jamana so gaya
Do jawan dil
Akeli raat mein
Kyo dhadak uthe hai
Ek sath mein
Do jawan dil
Akeli raat mein
Kyo dhadak uthe hai
Ek sath mein
O kabhi nahi hua tha jo
Wo aaj ho gaya
Mera dil kho gaya
Tera dil kho gaya
Hona tha ho gaya pyar
Mera dil kho gaya
Tera dil kho gaya
Hona tha ho gaya pyar
O ho ye dard
Ishq jaag utha
Jamana so gaya
Band kamara sanam
Band kamare mein hum
Khidkiya khol do aur
Sabse ye bol do
Jaag uthe sabhi
Aaj ab aur abhi
Humne waada kiya
Ye irada kiya
Aur bhi aur bhi
Pass aane lage
Ek duje mein hum
Yu samane laga
O ho jara sa fasala tha
To wo bhi lo gaya.