Yaad piya ki aaye song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . It is produced by Gulshan Kumar. This song was released on 03 May 2006.
Yaad piya ki aaye..
Kaisa tha woh vaada
Kaise nibha rahi ho
Tere bin kaise rahu main
Kyun durr jaa rahi ho


Kaisa tha woh vaada
Kaise nibha rahi ho
Tere bin kaise rahu main
Kyun durr jaa rahi ho


Yaad piya ki aaye…
Hamne tumko jo diya
Tumne bhula diya
Tumse humko jo mila
Yaadon mein bas gaya
Tum wahi ho meri jaan ho
Vaada kiya tha meri rahogi


Hamne tumko jo diya
Tumne bhula diya
Tumse humko jo mila
Yaadon mein bas gaya


Aa aa.. aa…


Taaron ki jhilmil chaandani raatein
Labon se labon ki wahi mulakatein
Bali umariyan
Taaron ki jhilmil chaandani raaten
Labon se labon ki wahi mulakaaten


Sadiyon se hai purani teri meri kahaani
Yaad karo tum sajana, tu hai meri zindagani


Kaisa tha woh vaada kaise nibha rahi ho
Tere bin kaise rahu main, kyun durr jaa rahi ho
Hamne tumko jo diya tumne bhula diya
Tumse humko jo mila yaadon mein bas gaya


Baali umariyan suni re dagariya
Joban beeta jaaye haay raam


Kitne kareeb the sard hawa mein
Zulfen sanwari baahon ne thaame
Bali umariyan
Kitne kareeb the sard hawa mein
Zulfen sanwari baahon ne thaame


Mujhse ruth na tera
Phir se mera manana
Yaad karo tum sajana
Mujh mein tera sunana


Kaisa tha woh vaada kaise nibha rahi ho
Tere bin kaise rahu main, kyun durr jaa rahi ho
Tum wahi ho meri jaan ho, vaada kiya tha meri rahogi


Kaisa tha woh vaada, kaise nibha rahi ho
Tere bin kaise rahu main kyun dur jaa rahi ho
Humne tumko jo diya tumne bhula diya
Tumse humko jo mila, yaadon mein bas gaya


Kaisa tha woh vaada
Kaise nibha rahi ho
Tere bin kaise rahu main
Kkyun dur jaa rahi ho
Yaad piya ki aaye..e…