Ek baar tum song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . It is produced by Gulshan Kumar. This song was released on 03 May 2006.
Ek baar tum aana
Phir bhale laut jaana
Mera beeta huaa kal lana
Sagar ke kinare aana
Wahi ret ka ghar hai banana
O ho o.. o ho o..


Ek baar tum aana
Phir bhale laut jaana
Mera beeta huaa kal lana
Sagar ke kinare aana
Wahi ret ka ghar hai banana
O ho o.. o ho o..


Chanda tha jahan wahi hai abhi
Sitaaron ki jhil-mil wahi
Chanda tha jahaan wahi hai abhi
Sitaaron ki jhil-mil wahi


Jis mod pe hum mile the kabhi
Woh mod abhi hai wahi
Kajra lagana palkein jhukana
Milaana tera sharmana


Ek baar tum aana
Phir bhale laut jaana
Mera beeta huaa kal lana
Sagar ke kinare aana


Chaha jo yahaan mila hai sabhi
Haan tumko magar kho diya
Chaha jo yahaan mila hai sabhi
Haan tumko magar kho diya


Sapano ka shaher ho apna huaan
Ek tu hi na mera huaan
Mujhko manana khud ruth jaana
Dekha na tera itrana


Ek baar tum aana
Phir bhale laut jaana
Mera beeta huaa kal lana
Sagar ke kinare aana
Wahi ret ka ghar hai banana
O ho o.. o ho o..