Yaad piya kee aayee song is from and it is sung by , and . This song was released on 01 Jan 2018.
yaad piya ki aaye
mai kya karu, yaad piya ki aaye
man ki pida shor machaaye
man ki pida shor machaaye
saari saari rain, saari saari rain
mai kya karu, yaad piya ki aaye
mai kya karu, yaad piya ki aaye

naina more pee ko dhundhe
ek pal naahi chain
maahi ve, o o maahi ve
dukhda rou kiske aage
roye pagle nain
mai kya karu, yaad piya ki aaye
mai kya karu, yaad piya ki aaye