(Rekha Bhardwaj Begins)(Vocals)Aankohn se khwaab rooth karAankohn se khwaab rooth kar, palkon se ashq toot karAankohn se khwaab rooth kar, palkon se ashq toot karJaane kahaan, jaane kahaan, jaane kahaan bikhar gayeSaahil se maujein phoot kar, armaan dil se choot karJaane kahan, jaane kahaan, jaane kahaan bikhar gayeBikhar gaye..(Instrumental break)(Ustad Sultan Khan Begins)Raastey wohi galiyaan wohi, raastey wohi galiyaan wohiLekin woh baat, ab bhi hai kahaanJismein kabhi thi zindagi, jismein kabhi thi zindagiSuna pada hai abhi woh makaan, suna pada abhi woh makaanKuch lamhe jaane goonj kar, khushiyan tamaam loot kar
Kuch lamhe jaane goonj kar, khushiyan tamaam loot karJaane kahaan, jaane kahaan, jaane kahaan bikhar gayeBikhar gaye..(Instrumental break)Yaadon se rookhi, thak ke main,Lauti to yeh, pata chalaYaadon se rookhi, thak ke main,Lauti to yeh, pata chalaPairon mein the chaale pade, mushkil tha kitna faaslaZazbaat mere oobkar, ghum ke bhanwar mein doob karZazbaat mere oobkar, ghum ke bhanwar mein doob karJaane kahan, jaane kahaan, jaane kahaan bikhar gayeBikhar gaye, bikhar gaye, bikhar gaye, bikhar gaye..Aankohn se khwaab rooth kar (aankohn se khwaab rooth kar)Palkon se ashq toot kar (palkon se ashq toot kar)Aankohn se khwaab rooth kar, (aankohn se khwaab rooth kar)Palkon se ashq toot kar (palkon se ashq toot kar)Jaane kahan, jaane kahaan, jaane kahaan bikhar gayeSaahil se maujein phoot kar, armaan dil se choot karJaane kahan, jaane kahaan, jaane kahaan bikhar gayeBikhar gaye, bikhar gaye, bikhar gaye..Jaane kahaan..Jaane kahaan..