Yaad aate ho tum song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
vYaad yaad aate ho tum
Guzarta nahin chain se ek pal
Guzarta nahin chain se ek pal
Bahot yaad aate ho
Bahot yaad aate ho tum aaj kal
Guzarta nahin chain se ek pal
Guzarta nahin chain se ek pal


Betabiyo ka aalam ajab hai
Aantho pehar bas tumhari talab hai
Betabiyo ka aalam ajab hai
Aantho pehar bas tumhari talab hai
Machi aarzoo mein koi halchal
Machi aarzoo mein koi halchal
Bahot yaad aate ho tum aaj kal
Guzarta nahin chain se ek pal


Mohabbat ka taare nasha iss kadar hain
Tumhare liye dil bada besabar hain
Mohabbat ka taare nasha iss kadar hain
Tumhare liye dil bada besabar hain
Meri mushkilo ka nahin koi hal
Meri mushkilo ka nahin koi hal
Bahot yaad aate ho tum aaj kal
Guzarta nahin chain se ek pal
Guzarta nahin chain se ek pal
Bahot yaad aate ho.