Woh raat din ke kisse song is from and it is sung by and . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Woh raat din ke kisse
Woh ishq ke fasane
Aate hain yaad hamko
Guzare zamane
Woh raat din ke kisse
Woh ishq ke fasane
Aate hai yaad hamko
Guzare zamane
Aate hain yaad hamko
Guzare zamane
Guzre zamane guzre zamane
Aate hain yaad hamko
Guzare zamane


Woh chandni woh jhilmil sitaare
Tanhaayiyo ke mehake najaare
Betaabiyo ki bechain ghadiya
Woh tera chhupake karna ishaare
Guzre zamane guzre zamane
Aate hai yaad hamko
Guzare zamane
Woh raat din ke kisse
Woh ishq ke fasane
Aate hain yaad hamko
Guzare zamane
Aate hain yaad hamko
Guzare zamane


Woh wade karke tera na aana
Aane ke baad sau baate banana
Woh hamse jhutee takraar karna
Phir dur jaake rona rulaana
Guzre zamane guzre zamane
Aate hain yaad hamko
Guzare zamane
Woh raat din ke kisse
Woh ishq ke fasane
Aate hain yaad hamko
Guzare zamane
Aate hain yaad hamko
Guzare zamane
Guzre zamane guzre zamane
Aate hain yaad hamko
Guzare zamane guzre zamane.