Woh to hai albela, hazaron mein akelaSada tumne aib dekha, hunar ko na dekhaWoh to hai albela, hazaron mein akelaWoh to hai albela, hazaron mein akelaSada tumne aib dekha, hunar ko na dekhaWoh to hai albelaFursat mili na tumhein apne jahan seUske bhi dil ki kabhi samajhte kahan seFursat mili na tumhein apne jahan seUske bhi dil ki kabhi samajhte kahan seJaana hai jise patthar, heera hai woh to heeraSada tumne aib dekha, hunar ko na dekha
Woh to hai albela, hazaron mein akelaWoh to hai albelaBansi ko lakdi sada samjha kiye tumPar uske nagmon ki dhun kahan sun sake tumBansi ko lakdi sada samjha kiye tumPar uske nagmon ki dhun kahan sun sake tumDiye ki maati dekhi, dekhi na uski jyotiSada tumne aib dekha, hunar ko na dekhaWoh to hai albela, hazaron mein akelaWoh to hai albela, hazaron mein akelaSada tumne aib dekha, hunar ko na dekhaWoh to hai albela, hazaron mein akelaWoh to hai albela