Doston ab jo aap sunenge yeh gaana hi nahi, ek kahani bhi hai. Haan! sachi kahani, ek don ki kahani.Kahin ek shehar mein tha ek naujawanSacha seedha saada sa, pyara insanKya kahoon woh bana, kaise don, kaise donSachi yeh kahani hai sun lo meri jaanKahin ek shehar mein tha ek naujawanSacha seedha saada sa, pyara insanKya kahoon woh bana, kaise don, kaise donRozi ke liye jahan jahan jaata wohThokar hi sada wahan wahan pata wohRozi ke liye jahan jahan jaata wohThokar hi sada wahan wahan pata wohPar woh jawan tha irade ka jawanChhod diya aakhir shareefon ka jahanPar woh jawan tha irade ka jawanChhod diya aakhir shareefon ka jahanJis din woh don ban gaya, darne lage logAisa toofan ban gaya aur kya kahoon mainSara jahan tha uske kadmon meinYun to jo bhi chaha, woh milaPar dil ka gul na khilaDil ki khushi to milti joPyar use karta yeh jahan, yeh jahan
Sachi yeh kahani hai sun lo meri jaanKahin ek shehar mein tha ek naujawanSacha seedha saada sa, pyara insanKya kahoon woh bana, kaise donDon don don don, kaise donAage kya kahoon uski kahaniyanJali hain sada aison ki jawaniyanAage kya kahoon uski kahaniyanJali hain sada aison ki jawaniyanApnon ne bhi to na kiya us-se pyarRoothi rahi sada mohabbat ki bahaarApnon ne bhi to na kiya us-se pyarRoothi rahi sada mohabbat ki bahaarLogon mein aata jab kabhiHansta hansata jab kabhiDekhne wale ko hota tha Us hansi pe rone ka gumaan, ka gumaanSachi yeh kahani hai sun lo meri jaanKahin ek shehar mein tha ek naujawanSacha seedha saada sa, pyara insanKya kahoon woh bana, kaise donDon don don, kaise donDon don don, kaise donDon don don, kaise don