Ye daulat bhi le lo, ye shoharat bhi le loBhale chheen lo mujhse meri jawaaniMagar mujhko lauta do bachpan ka saavanWoh kagaz ki kashti, woh barish ka paniYe daulat bhi le lo, ye shoharat bhi le loBhale chheen lo mujhse meri jawaaniMagar mujhko lauta do bachpan ka savanWoh kagaz ki kashti, woh barish ka paniWoh kagaz ki kashti, woh barish ka paniMohalle ki sabse nishani puraniWoh budhiya jise bachche kehte the naniWoh nani ki baaton mein pariyon ka deraWoh chehre ki jhurriyon mein sadiyon ka pheraBhulaye nahi bhool sakta hai koiWoh chhoti si raatein woh lambi kahaniWoh kagaz ki kashti, woh barish ka paniKadi dhoop mein apne ghar se nikalnaWoh chidiya, woh bulbul, woh titli pakadna
Woh gudiya ki shaadi pe ladna jhagadnaWoh jhoolon se girnaa, woh gir ke sambhalnaWoh peetal ke chhallon ke pyare se tohafeWoh tooti hui choodiyon ki nishaniWoh kagaz ki kashti, woh barish ka paniWoh kagaz ki kashti, woh barish ka paniKabhi ret ke oonche teelon pe jaanaGharaunde banana, bana ke mitanaWoh maasoom chahat ki tasveer apniWoh khwaabon khilonon ki jageer apniNa duniya ka gham tha, na rishton ke bandhanBadi khoobsurat thi woh zindganiYe daulat bhi le lo, ye shoharat bhi le loBhale chheen lo mujhse meri jawaaniMagar mujhko lauta do bachpan ka saavanWoh kagaz ki kashti, woh barish ka paniWoh kagaz ki kashti, woh barish ka paniWoh kagaz ki kashti, woh barish ka paniWoh kagaz ki kashti, woh barish ka pani