aasaan nahi manjil, mushkil se gujarana haikhataro se khelana hai, gir gir ke sambhalana haiaasaan nahi manjil, mushkil se gujarana haikhataro se khelana hai, gir gir ke sambhalana haitu dar ke ruk na jaana, yeh tera imtihaan haitujhko milake rahegi victory, victory, victoryphir nayi ik subah, ik naya raastana mil saka to kya huwa, tu khud bana wo raastaphir nayi ik subah, ik naya raastana mil saka to kya huwa, tu khud bana wo raastajispe chalake tujhe, teri manjil mileaur phir tujhko mile victory, victory, victorysaanse ruke, tute badan, jajba na ruk paayetu sar utha kuchh iss tarah, ye duniya jhuk jaayesaanse ruke, tute badan, jajba na ruk paayetu sar utha kuchh iss tarah, duniya jhuk jaayedil mein dabi chingaariyo ko, ek shola bana lehai saamane manjil teri, uthkar gale laga le
aisa jaabaaz hai tu, aisi parwaas hai tuphir kyun na tujhko mile victory, victory, victorybaha jo khun to, ye khun ruk bhi jaayegamagar ye lamha jo bita to phir na aayegabaha jo khun to, ye khun ruk bhi jaayegamagar ye lamha jo bita to phir na aayegabaha jo khun to, ye khun ruk bhi jaayegamagar ye lamha jo bita to phir na aayegawaqt ne aawaaz di hai, waqt ne phir pukaarajosh-o-junun ka aisa mauka phir na aaye dubaarawaqt ne aawaaz di hai, waqt ne phir pukaarajosh-o-junun ka aisa mauka phir na aaye dubaaraaag dil ki badha de, aisi aandhi chala desaari duniya kahe victory, victory, victoryaasaan nahi manjil, mushkil se gujarana haikhataro se khelana hai, gir girke sambhalana haitu dar ke ruk na jaana, ye tera imtihaan haitujhko milake rahegi victory, victory, victorytu dar ke ruk na jaana, ye tera imtihaan haitujhko milake rahegi victory, victory, victory