Aisa toh socha na tha song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Manmohan Shetty, Ajit Pal Mangat. This song was released on 16 Jan 2009.
Ay saawara….,
Saawara, ay saawara……


Aisa toh socha na tha,
Aisa bhi ho jaayega
Yeh mujhase kya ho gaya,
Yeh maine kya kar diya
Dhuwa dhuwa hai har jagah
Aankhon mein jaane
Yeh kaisa andhera ghula
Anjaan hai aasmaan,
Aisa toh socha na tha
Bikhare pade hai tutake,
Chaaha tha kya aur kya huwa


Meri yeh jaan mera jahaan,
Sub kuchh mujhe tune diya
Thokar lagi muhako kabhi,
Badhake mujhe thaam liya
Meri yeh jaan mera jahaan,
Sab kuchh mujhe tune diya
Bejaar hai yeh sochake,
Tere liya bana bad duwa
Aisa toh socha na tha,
Aisa bhi ho jaayega
Yeh mujhase kya ho gaya,
Yeh maine kya kar diya
Dhuwa dhuwa hai har jagah
Aankhon mein jaane
Yeh kaisa andhera ghula
Anjaan hai aasmaan,
Aisa toh socha na tha
Bikhare pade hai tutake,
Chaaha tha kya aur kya huwa.