Uthe Who Nazar To Lyrics - Talat Aziz

1983

Lyrics

Uthe who nazar to qayamat kare hai
Uthe who nazar to qayamat kare hai
Pareshan mere dil ki halat kare hai
Uthe who nazar to qayamat kare hai
Uthe who nazar to qayamat kare hai

Bada sang dil hamara sitam gar
Bada sang dil hamara sitam gar
Zara si na hum se murabat kare hai
Zara si na hum se murabat kare hai
Pareshan mere dil ki halat kare hai
Uthe who nazar to qayamat kare hai
Uthe who nazar to qayamat kare hai

Mere rubaru jab bhi aa jaaye hai woh
Mere rubaru jab bhi aa jaaye hai woh
Mere rubaru jab bhi aa jaaye hai woh
Koi khaab jaise hakikat kare hai
Koi khaab jaise hakikat kare hai
Pareshan mere dil ki halat kare hai
Uthe who nazar to qayamat kare hai
Uthe who nazar to qayamat kare hai

Har ke baat karta hai khamoshiyo se
Har ke baat karta hai khamoshiyo se
Har ke baat karta hai khamoshiyo se
Jubaan se kahan woh shikayat kare hai
Jubaan se kahan woh shikayat kare hai
Pareshan mere dil ki halat kare hai
Uthe who nazar to qayamat kare hai
Uthe who nazar to qayamat kare hai.