Maye kahoon masti kahoon song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Maye kahoon masti kahoon
Thehra hua dariya kahoon
Maye kahoon masti kahoon
Thehra hua dariya kahoon
Sochta hoon main teri
Aankhon ko aakhir kya kahoon
Maye kahoon masti kahoon
Thehra hua dariya kahoon


Zulfon ko khusboo ke baadal
Ras bhar hotho ko jaam
Zulfon ko khusboo ke baadal
Ras bhar hotho ko jaam
Shakhe ghul rakh doon main teri
Sand dali banu ke naam
Main tujhe samma kahoon
Sooraj kahoon shola kahoon
Maye kahoon masti kahoon
Thehra hua dariya kahoon
Sochta hoon main teri
Aankhon ko aakhir kya kahoon
Maye kahoon masti kahoon
Thehra hua dariya kahoon


Tu tasvoor hain mera
Meri ghazal mein geet main
Tu tasvoor hain mera
Meri ghazal mein geet main
Guftagoo teri hi mere pyaar ka sangeet hai
Tu mera woh khwaab hain
Jis khwaab ko duniya kahoon
Maye kahoon masti kahoon
Thehra hua dariya kahoon
Sochta hoon main teri
Aankhon ko aakhir kya kahoon
Maye kahoon masti kahoon
Thehra hua dariya kahoon


Aisa lagta hain mujhe
Jaise meri manzil hain tu
Aisa lagta hain mujhe
Jaise meri manzil hain tu
Main hoon bin maazi ke kashti
Aur mera saahil hain tu
Yun nahi main phir tujhe
Aye dilruba tujhe apna kahoon
Maye kahoon masti kahoon
Thehra hua dariya kahoon
Sochta hoon main teri
Aankhon ko aakhir kya kahoon
Maye kahoon masti kahoon
Thehra hua dariya kahoon
Thehra hua dariya kahoon