uThaa le jaa_uuNgaa tujhe main Dolii men Lyrics - Aditya Pancholi | Karan Nath | Jeevidha | Kumar Sanu | Anuradha Paudwal
2002
Lyrics
uthaa le jaa_uungaa tujhe main dolii men
dekhatii rah jaa_engii sakhiyaan tumhaarii
tum ko mujh se pyaar hai pyaar hai pyaar
tere ghar aa_uungii dulhan ban jaa_uungii
akelii rah jaa_engii sakhiyaan bechaarii

uthaa le jaa_uungaa
o aa o aa
bajegii dholak bajenge taashe merii sagaa_ii men
kabhii to khanakegii merii chuudii terii kalaa_ii men
sanam hathelii men terii mehandii lagaa ke baithuungii
terii muhabbat kii shokh bindiyaa sajaa ke baithuungii
teraa intazaar hai pyaar hai pyaar
uthaa le jaa_uungaa
chunaa hai tum ko diivaane dil ne ise na tadapaa_o
javaan mausam guzar na jaa_e kariib aa jaa_o
sajan judaa_ii bhalaa yuun kab tak hamen sataa_egii
tuu sabr kar le ghadii milan kii zaruur aa_egii
mujhe aitabaar hai pyaar hai pyaar