Dhak chik dana song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Aruna Irani. This song was released on 18 Jan 2002.
Dhak chik dana ta din din
Dhak chik dana
Dhak chik dana ta din din
Dhak chik dana


Jisse dil ka dushman
Samajhte rahe hain
Dhak chik dana ta din din
Dhak chik dana


Jisse dil ka dushman
Samajhte rahe hain
Voh dildaar ho jaaye to kya kare
Dhak chik dana ta din din
Dhak chik dana
Dhak chik dana ta din din
Dhak chik dana


Yeh dil hi bataayega
Dil hi se poochho
Dhak chik dana ta din din
Dhak chik dana
Yeh dil hi bataayega
Dil hi se poochho
Agar pyaar ho
Jaaye to kya kare
Dhak chik dana ta din
Din dhak chik dana
Dhak chik dana ta din
Din dhak chik dana


Nazar aa raha hai ke
Tum pyaar karte ho
Yeh chehre ki rangat
Yeh maasoom surat
Mohabbat nazar aa rahi hai
Chhupaane se chhupti
Nahin hai mohabbat
Mohabbat nazar aa rahi hai
Nazar aa raha hai ke
Tum pyaar karte ho
Nazar hi nazar mein
Agar dil ki haalat
Dhak chik dana ta din
Din dhak chik dana


Nazar hi nazar mein
Agar dil ki haalat
Ka izhaar ho
Jaaye to kya kare
Dhak chik dana ta din din
Dhak chik dana
Dhak chik dana ta din din
Dhak chik dana


Yeh dil hi bataayega
Dil hi se poochho
Agar pyaar ho
Jaaye to kya kare
Dhak chik dana ta din din
Dhak chik dana
Dhak chik dana ta din din
Dhak chik dana


Nazar aa raha hai ke
Tum pyaar karte ho
Nazar ka patakna
Dilon ka dhadakna
Nahin hai kisi
Ke bhi bas mein
Kisi ko pata kya
Kahan rang laaye
Yeh baatein yeh
Rasmein yeh kasmein


Nazar aa raha hai ke
Tum pyaar karte ho
Agar dil ghamon ki
Dava karte karte
Dhak chik dana ta din din
Dhak chik dana
Agar dil ghamon ki
Dava karte karte
Jo beemaar ho
Jaaye to kya kare
Dhak chik dana ta din din
Dhak chik dana
Dhak chik dana ta din din
Dhak chik dana


Jisse dil ka dushman
Samajhte rahe hain
Voh dildaar ho
Jaaye to kya kare
Dhak chik dana ta din din
Dhak chik dana
Dhak chik dana ta din din
Dhak chik dana


Yeh dil hi bataayega
Dil hi se poochho
Agar pyaar ho
Jaaye to kya kare
Dhak chik dana ta din din
Dhak chik dana
Dhak chik dana ta din din
Dhak chik dana
Dhak chik dana ta din din
Dhak chik dana
Dhak chik dana ta din din
Dhak chik dana.