Uth ae watan ke naujawan song is from and it is sung by , and .It stars Kamal Kapoor, Badri Prasad and Nirupa Roy in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
uth ae watan ke naujawa naujawa
uth ae watan ke naujawa aaya hai waqt imtiha
tere watan ke darmiya ek jalimo ka karwa, aa raha
tere watan ke darmiya ek zalimo ka karwa
ae maiylo jango jadal
maida me chal, maida me chal, maida me chal
maida me chal, maida me chal, maida me chal

uth aur khuda ka naam le naujawa
uth aur khuda ka naam le joshe amal se kaam le
segho tale aaram le dushman kaleja tham le, tham le
segho tale aaram le dushman kaleja tham le
tu shaan se ran me nikal
maida me chal, maida me chal, maida me chal
maida me chal, maida me chal, maida me chal

uth jald ae mehfil nashi naujawa
uth jald ae mehfil nashi ye waqt baato ka nahi
tere watan ki sar zami bojak na ban jaye kahi, naujawa
tere watan ki sar zami bojak na ban jaye kahi
chal sarkaso ke sar kuchal
maida me chal, maida me chal, maida me chal
maida me chal, maida me chal, maida me chal

majlum muhahi ke liye naujawa
majlum muhahi ke liye mushkil unchai ke liye
aakashnaai ke liye ? ke liye

chalna hai mujhko sar ke bal
maida me chal, maida me chal, maida me chal
maida me chal, maida me chal, maida me chal

jane to jaat dekh kar naujawa
jane to jaat dekh kar naujawa andaaz himmat dekh kar
rang-e-qayamat dekh kar ha teri jurat dekh kar, naujawa
rang-e-qayamat dekh kar ha teri jurat dekh kar
dil chhod de dushman ka dal
maida me chal, maida me chal, maida me chal
maida me chal, maida me chal, maida me chal