Uski Hai Jisne Lyrics - Kumar Sanu
in Movies
Watch the Video
Song Information
Uski hai jisne song is from Khuda KI Raah Mein and it is sung by Kumar Sanu. This song was released on 31 Mar 2008.
Lyrics
uski hai jisne ye ada ki hai
uski hai jisne ye ada ki hai
ruh pyasi meri khuda ki hai
uski hai jisne ye ada ki hai
ruh pyasi meri khuda ki hai
uski hai jisne ye ada ki hai
samma se dil lagaye parwana
kuch na mane kisi ki diwana
samma se dil lagaye parwana
kuch na mane kisi ki diwana
bahte pani ko kaun roke
mil jayega wo sagar se
ye kashis sab me hi bala ki hai
uski hai jisne ye ada ki hai
jisko jisse lagav hota hai
uski taraf hi khichav hota hai
jisko jisse lagav hota hai
uski taraf hi khichav hota hai
fitrat kabhi bhi badalti nahi
ye chaal koi bhi chalti nahi
ye to sacchai ek sada ki hai
uski hai jisne ye ada ki hai
ruh pyasi meri khuda ki hai
uski hai jisne ye ada ki hai
uski hai jisne ye ada ki hai