Sham o saher song is from and it is sung by . This song was released on 31 Mar 2008.
sham o sahar tu yaad-ae khuda kar
har dam uski humdosna kar
jo kuch bhi hai uska diya hai
jo kuch bhi hai uska diya hai
e dil uska sukr ada kar
sukr ada kar
sham o sahar tu yaad-ae khuda kar
har dam uski humdosna kar
jalwe anokhe wo dikhlaye
zarre ko kurshid banaye
jalwe anokhe wo dikhlaye
zarre ko kurshid banaye
ranzo gam ke tufaano se
sabka beda paar lagaye
mang duaye hath uthakar
sukr ada kar
sham o sahar tu yaad-ae khuda kar
har dam uski humdosna kar
sab taarife uske liye hain
rahat ke saman diye hain
sab taarife uske liye hain
rahat ke saman diye hain
namumkin hai gin ke patana
usne bahut ahsaan kiya hain
tu dhadkan ki tasvi banakar
sukr ada kar
sham o sahar tu yaad-ae khuda kar
har dam uski humdosna kar
jo kuch bhi hai uska diya hai
jo kuch bhi hai uska diya hai
e dil uska sukr ada kar
sukr ada kar
sham o sahar tu yaad-ae khuda kar
har dam uski humdosna kar