Umido ka tara kismat pe song is from and it is sung by .It stars Nigar Sultana, Suraiya and Menaka Devi in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
ummido ka tara
ummido ka tara kismat se kuch der chamak ke tut gaya tut gaya
ghar baar luta barbad hue saiyad chaman ko lut gaya lut gaya

jab tumhi nahi to dunia me jine ki khushi bhi koi nahi koi nahi
jab tumhi nahi to dunia me jine ki khushi bhi koi nahi koi nahi
ab aag lage ya barf gire
ab aag lage ya barf gire arman bhara dil tut gaya tut gaya
ummido ka tara kismat se kuch der chamak ke tut gaya tut gaya

aaram uthaye the jitne gum unse bhi jyada hamko mile
aaram uthaye the jitne gum unse bhi jyada hamko mile
najuk tha bahut chhala dil ka
najuk tha bahut chhala dil ka ek thesh lagi or fut gaya fut gaya
ummido ka tara kismat se kuch der chamak ke tut gaya tut gaya

maujo ki shikayat kya kije tufano ka shikwa kya kije
maujo ki shikayat kya kije tufano ka shikwa kya kije
majhdhar me aake
majhdhar me aake kashti ka khud
hath se langar chut gaya chut gaya
majdhar me aake kashti ka khud
hath se langar chut gaya chut gaya ummido ka tara