Udd jaau main sajan re song is from and it is sung by and . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Udd jaau main sajan re
Pankh laga kar ke
Tohe pakadu sajani re
Jal bichha kar ke


Main jal tumhara door karu,
Naino ke tiro se chur karu
Main bago mein chhup jau,
Kuk suna kar ke


Main sone kaa pinjara banavau,
Jadu se khench tohe lau
Pinjare mein nach
Nachau tar hila kar ke
Naa naa aa aa aa


Main badal ban ke chha jau,
Main bijali ban ke tadapau
Main prem kaa mantra sikhau,
Main prem kaa mantra sunau
Kano mein aa kar ke more sajan,
Ho mori sajani.