Tumse Milke Lyrics - Main Hoon Na | Shahrukh Khan | Naseeruddin Shah | Amrita Rao | Aftab Sabri | Hashim Sabri
in Movies
Watch the Video
Song Information
Tumse milke song is from Main Hoon Na (2004) and it is sung by Aftab Sabri, Hashim Sabri and Sonu Nigam.It stars Shahrukh Khan, Naseeruddin Shah, Amrita Rao, Zayed Khan in leading roles. This song is penned by Javed Akhtar and composed by Anu Malik. It is produced by Shahrukh Khan, Gauri Khan. This song was released on 30 Apr 2004.
Lyrics
Ishq jaise hai ik aandhi
Ishq hai ik toofaan
Ishq ke aage bebas hai
Duniya mein har ilzaam
Ishq mein sab diwaane hain
Ishq mein sab hairaan
Ishq mein sab kuch mushkil
Hai ishq mein sab aasaan
Dekho pyaare ye nazaare
Ye diwaane ye parwaane
Ye ishq mein kaise gum
Haay! Tumse milke dil
Ka hai jo haal kya kahen
Ho gaya hai kaisa
Ye kamaal kya kahen
Tumse milke dil ka
Hai jo haal kya kahen
Ho gaya hai kaisa
Ye kamaal kya kahen
Dhum tara dhum tara
Dhum tara dhum tara
Dhum tara dhum tara dhumma
Dhum tara dhum tara
Dhum tara dhum tara
Dhum tara dhum tara hum
Dhum tara dhum tara
Dhum tara dhum tara
Dhum tara dhum tara dhumma
Dhum tara dhum tara
Dhum tara dhum tara
Dhum tara dhum tara hum
Dil toh ik raahi jaana
Dil ki tum manzil ho
Dil toh hai ik kashti
Jaana jiska tum saahil ho
Dil na phir kuch maange
Jaana tum agar haasil ho
Dil toh hai mera tanha
Jaana aao toh mehfil ho
Ishq se hi saari khushiyaan
Ishq hi barbaadi
Ishq hai paabandi
Lekin ishq hi azaadi
Ishq ki duniya mein
Yaaron khwaab ki aabaadi
Ho gaya woh jisko
Manzil ishq ye dikhlaadi
Dekho pyaare ye nazaare
Ye diwaane ye parwaane
Ye ishq mein kaise gum
Haay! Tumse milke dil
Ka hai jo haal kya kahen
Ho gaya hai kaisa
Ye kamaal kya kahen
Tumse milke dil ka hai
Jo haal kya kahen
Ho gaya hai kaisa ye
Kamaal kya kahen
Dhum tara dhum tara
Dhum tara dhum tara
Dhum tara dhum tara dhumma
Dhum tara dhum tara
Dhum tara dhum tara
Dhum tara dhum tara hum
Tumko puja hai tumhaari
Hi ibaadat kee hai
Hamne jab kee hai toh
Phir aise mohabbat kee hai
Hamne jab kee hai toh
Phir aise mohabbat kee hai
Dil mera paagal hai
Jaana isko tum behlaado
Dil mein kyun halchal hai
Jaana mujhko tum samjhaado
Dil ka jo aanchal hai
Jaana isko tum lehraado
Zulf jo baadal hai jaana
Mujhpe tum barsaado
Jaana leke jaaya hai
Tera ye diwaana
Jaan tujhpe mit jaayega
Tera ye parwaana
Jaana mere dil mein
Kya hai tumne ye na jaana
Jaana tujhko yaad
Aayega mera ye afsaana
Dekho pyaare ye nazaare
Ye diwaane ye parwaane
Ye ishq mein kaise gum
Haay! Tumse milke dil ka
Hai jo haal kya kahen
Ho gaya hai kaisa
Ye kamaal kya kahen
Tumse milke dil ka
Hai jo haal kya kahen
Ho gaya hai kaisa
Ye kamaal kya kahen
Dhum tara dhum tara
Dhum tara dhum tara
Dhum tara dhum tara dhumma
Dhum tara dhum tara
Dhum tara dhum tara
Dhum tara dhum tara hum
Dhum tara dhum tara
Dhum tara dhum tara
Dhum tara dhum tara dhumma
Dhum tara dhum tara
Dhum tara dhum tara
Dhum tara dhum tara hum.