Kiska Hai Ye Tumko Intezar Lyrics - Main Hoon Na | Shahrukh Khan | Boman Irani | Naseeruddin Shah | Sonu Nigam | Shreya Ghoshal
in Movies
Watch the Video
Song Information
Kiska hai ye tumko intezar song is from Main Hoon Na (2004) and it is sung by Sonu Nigam and Shreya Ghoshal.It stars Shahrukh Khan, Boman Irani, Naseeruddin Shah, Kirron Kher in leading roles. This song is penned by Javed Akhtar and composed by Anu Malik. It is produced by Shahrukh Khan, Gauri Khan. This song was released on 30 Apr 2004.
Lyrics
Hmm..
Kiska hai yeh tumko intezar main hoon na
Dekh lo idhar to ek baar main hoon na
Kiska hai yeh tumko intezar main hoon na
Dekh lo idhar to ek baar main hoon na
Khamosh kyun ho jo bhi kehna hai kaho
Dil chaahe jitna pyaar utna maang lo ho..
Tumko milega utna pyaar main hoon na
Kiska hai yeh tumko intezar main hoon na
Dekh lo idhar to ek baar main hoon na
Kabhi jo tum socho, ke tum yeh dekho
Arre kitna mujhko tumse pyaar hai
To chup mat rehna, yeh mujhse kehna
Arre koi kya aisa bhi yaar hai
Dil hi nahin de jaan bhi de jo tumhein
Dil hi nahin de jaan bhi de jo tumhein
Ho.. to main kahoonga
Sarkar main hoon na aa
Kiska hai yeh tumko intezar main hoon na
Dekh lo idhar to ek baar main hoon na
Khamosh kyun ho jo bhi kehna hai kaho
Dil chaahe jitna pyaar utna maang lo ho..
Tumko milega utna pyaar main hoon na
Kiska hai yeh tumko intezar main hoon na
Dekh lo idhar to ek baar main hoon na
Kehne ki ho dil mein koi baat, mujhse kaho
Koi pal ho din ho ya ho raat, mujhse kaho
Koi mushkil, koi pareshani aaye
Tumhein lage kuchh theek nahin halaat, mujhse kaho
Koi ho tamanna ya ho koi aarzu
Koi ho tamanna ya ho koi aarzu
Ho.. rehna kabhi na bekaraar main hoon na