Tumse mile bin chain nahi aata song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Nanabhai Bhatt. This song was released on 20 May 1988.
Tumse mile bin chain nahin
Aata main kya karu
Muhje to ye kahana bhi
Nahin aata main kya karu
Yaad tumhari aake nahin
Jaati main kya karu
Kuch bhi karo mujhe neend
Nahin aati main kya karu
Tumse mile bin chain nahin
Aata main kya karu
Muhje to ye kahana bhi
Nahin aata main kya karu
Yaad tumhari aake nahin
Jaati main kya karu
Kuch bhi karo mujhe neend
Nahin aati main kya karu


Muskil se maine ye dil sambhala
Dil ne mujhe kis muskil mein dala
Muskil se maine ye dil sambhala
Dil ne mujhe kis muskil mein dala
Ye muskil aasan nahin hoti
Main kya karu
Jaan mein jaise jaan nahin hoti
Main kya karu tumse mile bin


Dil mein basa ho jab or koi
Chalta nahin dil par jor koi
Dil mein basa ho jab or koi
Chalta nahin dil par jor koi
Is dil ke armaan nahin
Rukte main kya karu
Sahil se tufan nahin rukte
Main kya karu tumse mile bin


Sabki juban par do naam honge
Is shahar mein hum badnaam honge
Sabki juban par do naam honge
Is shahar mein hum badnaam honge
Aankho se ye pyar nahin
Chhupta main kya karu
Hothon pe ye bhed nahin
Rukte main kya karu


Tumse mile bin chain nahin
Aata main kya karu
Muhje to ye kahana bhi
Nahin aata main kya karu
Yaad tumhari aake nahin
Jaati main kya karu
Kuch bhi karo mujhe
Neend nahin aati main kya karu.