Tumhain hum pyaar na karte to song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Tumhe hum pyaar na karate toh aur kya karate

Hamaari aankhon ko deedaar ki tamanna thi

Hum intjaar na karate toh aur kya karate

Hamaari inn khumaariyon ko pehchaanate nahi
Tadap ko ehsaas ko tum jaanate nahi
Tumase izhaar na karate toh aur kya karate

Hamaarein dard se tum mehfuj ho sanam
Abb saha na jaaye hamse yeh judaayi ka ghum
Tumase ukraar na karate toh aur kya karate
Tumase ukraar na karate toh aur kya karate
Hamaari aankhon ko deedaar ki tamanna thi
Hum intjaar na karate toh aur kya karate
Tumhe hum pyaar na karate toh aur kya karate.