Mere Khuda Lyrics - Tulsi Kumar

2009

Lyrics

Na na na na na…….
Mere khuda dil gum gaya,
Chhaane laga jaadu naya
Hai hosh mein nasha,
Hai dard mein maja
Kuchh toh huwa,
Kuchh toh huwa
Mere khuda dil gum gaya,
Chhaane laga jaadu naya
Hai hosh mein nasha,
Hai dard mein maja
Kuchh toh huwa,
Kuchh toh huwa

Mehaka sama main bekhabar,
Bekal badi meri umar
Mehaka sama main bekhabar,
Bekal badi meri umar
Mausam badguma
Badala sa jahaan,
Kuchh toh huwa, kuchh toh huwa
Mere khuda dil gum gaya,
Chhaane laga jaadu naya
Hai hosh mein nasha,
Hai dard mein maja
Kuchh toh huwa,
Kuchh toh huwa

Chaahat nayi sine mein hai,
Ek taajagi jine mein hai
Chaahat nayi sine mein hai,
Ek taajagi jine mein hai
Jhumein tan badan
Deewaana hai mann,
Kuchh toh huwa, kuchh toh huwa
Mere khuda dil gum gaya,
Chhaane laga jaadu naya
Hai hosh mein nasha,
Hai dard mein maja
Kuchh toh huwa, kuchh toh huwa.