Tum Mere Pyaar Ki Duniya Basi Ho Jabse Lyrics - Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Tum mere pyaar ki duniya basi ho jabse song is from Bombay Talkie (1971) and it is sung by Mohammed Rafi.It stars Shashi Kapoor, Jennifer Kendal and Aparna Sen in leading roles. This song is penned by Hasrat Jaipuri and composed by Shankar Jaikishan. It is produced by Ismail Merchant. This song was released on 18 Nov 1970.
Lyrics
tum mere pyaar ki duniya mai basi ho jabse

jarre jarre mei mujhe pyaar najar aata hai
meri har saans me aati hai tumhari khushboo
saara aalam mujhe guljaar najar aata hai

aisa lagata hai ke haryaale ghane pedo mei
tum bhi maujud patto mei chhupi baithi ho
shaakh hilati hai kisi naajani baaho ki tarah
aur gumaan hota hai tum jese yahi rehati ho

meri har saans mei aati hai tumhaari khushabu

jab gujarata hai mere jism ko baadal chhukar
phir koyi reshami aanchal mujhe yaad aata hai
mai to har chij mei paata hu tumhaara chehara
ishq kya kya mujhe parchhayiya dikhlaata hai

meri har saans mei aati hai tumhaari khushboo

tum mere pyaar ki duniya basi mai ho jabse
dhup aur chaanv ke manjar bhi ajab manjar hai
jab najar milati hai sao tir chala dete hai
aur phulo ke chhalakte se katore hardam
bin piye hi mujhe mastaana bana dete hai

meri har saans mein aati hai tumhaari khushboo

tum mere pyaar ki duniya me