Tumhen aur kyaa duun main dil ke sivaayTum ko hamaari umar lag jaayeTum ko hamaari umar lag jaayeTumhen aur kyaa duun main dil ke sivaayTum ko hamaari umar lag jaayeTum ko hamaari umar lag jaayeMuraaden ho puri, saje har tamannaMuhabbat ki duniya ke, tum chaand ban naBahaaron ki manzil pe, hasana hasaanaKhushi mein hamaari bhi, aawaaz sun naKabhi zindagi mein koi gham na aayeTum ko hamaari umar lag jaayeTum ko hamaari umar lag jaayeTumhen aur kya dun main dil ke sivaayTum ko hamaari umar lag jaayeTum ko hamaari umar lag jaayeMujhe jo khushi hai, tumhen kya bataaun
Bhala dil ki dhadkan ko, kaise chhipaaunKahin ho na jaaun, khushi se main paagalTumhen dekh kar, aur bhi muskuraaunKhuda dil jalon ki, nazar se bachaayeTum ko hamaari umar lag jaayeTum ko hamaari umar lag jaayeTumhen aur kya dun main dil ke sivaayTum ko hamaari umar lag jaayeTum ko hamaari umar lag jaayeSitaaron se uncha ho, rutaba tumhaaraBano tum har ik zindagi, ka sahaaraTumhen jis se ulfat ho, mil jaaye tum koSamajh lo hamaari, du’a ka ishaaraMuqaddar tumhaara, sada jag magaayeTum ko hamaari umar lag jaayeTum ko hamaari umar lag jaayeTumhen aur kya dun main dil ke sivaayTum ko hamaari umar lag jaayeTum ko hamaari umar lag jaaye.