Tum kahaan the song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ek haseena thi ek deewana tha
Kya kahoon tum se kya zamana tha
Har jagaah to ye afsana tha
Ek haseena thi ek deewana tha


Jab tuta tha tum se rootha tha
Tum kahaan the..kahaan the…kahaan the
Tum kahaan the..kahaan the…kahaan
Tum kahaan the..kahaan the…kahaan the
Tum kahaan the..kahaan the…kahaan


Aansoo peete the tanhaa phirte the
Tum kahaan the..kahaan the…kahaan the
Tum kahaan the..kahaan the…kahaan
Tum kahaan the..kahaan the…kahaan the
Tum kahaan the..kahaan the…kahaan


Khamosh ho gaya tha mera ye jahaan
Us waqt hamsafar the jaane tum kahaan
Kaise bayaan karoon apni mazbooriya
Ek lamha mein huye milon ki dooriyan
Jab tumko diya mera saath tha
Tum kahaan the..kahaan the…kahaan the
Tum kahaan the..kahaan the…kahaan
Tum kahaan the..kahaan the…kahaan the
Tum kahaan the..kahaan the…kahaan..