LyricsTashan

Tum Jaha Jaoge Lyrics - Chor Darwaza | Helen | Mahipal | Mohammed Rafi

in Movies

Watch the Video

Song Information

Tum jaha jaoge song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.

Lyrics

Tum jaha jaoge mujhko
Hi wahi paoge
Bach ke ab meri nigaho
Se kaha jaoge
Tum jaha jaoge mujhko
Hi wahi paoge
Bach ke ab meri nigaho
Se kaha jaoge
Tum jaha jaoge


Itna kyu naaz hai
Tum jaise hazaro hai haseen
Itna kyu naaz hai
Tum jaise hazaro hai haseen
Ek mujh sa hi koi sare
Zamane mein nahi
Soch lo waqt hai
Phir baad mein pachtaoge
Bach ke ab meri nigaho
Se kaha jaoge
Tum jaha jaoge


Yu bhi ek khwab ki
Tabeer nazar aayegi
Yu bhi ek khwab ki
Tabeer nazar aayegi
Har taraf jab meri tasveer
Nazar aayegi
Aaina dekh ke gabhraoge
Sharmaoge
Bach ke ab meri nigaho
Se kaha jaoge
Tum jaha jaoge mujhko
Hi wahi paoge
Bach ke ab meri nigaho
Se kaha jaoge
Tum jaha jaoge.

Related Songs

More songs from Chor Darwaza (1965)
More songs of Helen
More songs of Mahipal
More songs of Mohammed Rafi