Tum hamare nahin song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Tum hamaare nahin tho kya gham hai
Tum hamaare nahin tho kya gham hai
Hum tumhare tho hain ye kya kam hai


Tum hamaare nahin tho kya gham hai
Hum tumhare tho hain ye kya kam hai


Husn ki shokiyaan zara dekho
Husn ki shokiyaan zara dekho
Husn ki shokiyaan zara dekho
Gaahe shola hai gaahe shabnam hai
Tum hamaare nahin tho kya gham hai
Hum tumhare tho hain ye kya kam hai


Mushkuraa do zara khuda ke liye
Mushkuraa do zara khuda ke liye
Mushkuraa do zara khuda ke liye
Shamm-e-mehfil mein roshni kam hai
Tum hamaare nahin tho kya gham hai
Hum tumhare tho hain ye kya kam hai


Ban gaya hai ye zindag ab to
Ban gaya hai ye zindag ab to
Ban gaya hai ye zindag ab to
Tunjhse badhkar hamen tera gham hai
Tum hamaare nahin tho kya gham hai
Hum tumhare tho hain ye kya kam hai.