Abhi who kamsin song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Abhi wo kamsin ubhar raha hai
Abhi hai us par shabab aadha
Abhi wo kamsin ubhar raha hai
Abhi hai us par shabab aadha


Abhi jigar me khalish hai aadhi
Abhi hai mujh par itab aadha
Abhi wo kamsin ubhar raha hai
Abhi hai us par shabab aadha


Mere sawal-e-wasal par
Tum nazar zhuka kar khade hue ho
Mere sawal-e-wasal par
Tum nazar zhuka kar khade hue ho
Tumhi batao yeh baat kya hai
Sawal pura jawab aadha
Abhi wo kamsin ubhar raha hai
Abhi hai us par shabab aadha
Abhi wo kamsin ubhar raha hai
Abhi hai us par shabab aadha


Laga ke lare pe le to aaya hu
Shekh sahab ko maykade tak
Laga ke lare pe le to aaya hu
Shekh sahab ko maykade tak
Agar yeh do ghut aaj pile
Milega mujhko sawab aadha
Abhi hai mujh par itab aadha
Abhi wo kamsin ubhar raha hai
Abhi hai us par shabab aadha


Kabhi sitam hai, kabhi tagaphul
Kabhi sitam hai, kabhi tagaphul
Yeh saff jahir hai mujhe ab tak
Hua hu men kamyab aadha
Abhi jigar me khalish hai aadhi
Abhi hai mujh par itab aadha
Abhi wo kamsin ubhar raha hai
Abhi hai us par shabab aadha.