Tum aao to sahi song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Tum ko ham dil mein
Tum ko ham dil mein
Basaa lenge tum aao to sahin
Tum ko ham dil mein
Tum ko ham dil mein
Basaa lenge tum aao to sahin
Sari duniya se chhupa lenge
Tum aao to sahin
Tum ko ham dil mein


Ek wada karo ab ham se
Na bichadoge kabhi
Ek wada karo
Ek wada karo ab ham se
Na bichhadoge kabhi
Naaz ham saare utha
Lenge tum aao to sahin
Naaz ham saare utha
Lenge tum aao to sahin


Bewafa bhi ho sitamagar
Bhi jafa peshaa bhi
Bewafa bhi ho sitamagar
Bhi jafa peshaa bhi
Bewafa bhi ho
Bewafa bhi ho sitamagar
Bhi jafa peshaa bhi
Bewafa bhi ho sitamagar
Bhi jafa peshaa bhi
Ham khuda tum ko bana
Lenge tum aao to sahin
Ham khuda tum ko bana
Lenge tum aao to sahin


Raah tariq hain aur door
Hai manzil lekin
Raah tariq hain
Raah tariq hain aur door
Hain manzil lekin
Dard ki shamaen jalaa
Lenge tum aao to sahin
Dard ki shamaen jalaa
Lenge tum aao to sahin
Sari duniya se chhupa
Lenge tum aao to sahin
Tum ko ham dil mein.