Maana Ke Lyrics - Jagjit Singh

1986

Lyrics

Maana ke musht e khak se
Maana ke musht e khak se
Badh kar nahin hoon main
Maana ke musht e khak se
Badh kar nahin hoon main
Maana ke musht e khak se
Badh kar nahin hoon main
Lekin hawa ke rehamo
Karam par nahin hoon main
Maana ke musht e khak se
Badh kar nahin hoon main
Maana ke musht e khak se

Insaan hoon dhadkte huye
Dil pe haath rakh
Insaan hoon dhadkte huye
Dil pe haath rakh
Yoon doob kar na dekh
Yoon doob kar na dekh
Samandar nahin hoon main
Yoon doob kar na dekh
Samandar nahin hoon main
Lekin hawa ke rehamo
Karam par nahin hoon main
Maana ke musht e khak se
Badh kar nahin hoon main
Maana ke musht e khak se

Chehre pe mal raha
Hun siyaahi naseeb ki
Chehre pe mal raha
Hun siyaahi naseeb ki
Aaiynaa haath mein hain
Aaiynaa haath mein hain
Sikandar nahin hoon main
Aaiynaa haath mein hain
Sikandar nahin hoon main
Lekin hawa ke rehamo
Karam par nahin hoon main
Maana ke musht e khak se
Badh kar nahin hoon main
Maana ke musht e khak se

Ghalib tere zameen mein
Likhi to hai ghazal
Ghalib tere zameen mein
Likhi to hain ghazal
Tere kad e sukhan ke
Tere kad e sukhan ke
Baraabar nahin hoon main
Tere kad e sukhan ke
Baraabar nahin hoon main
Lekin hawa ke rehamo
Karam par nahin hoon main
Maana ke musht e khak se
Badh kar nahin hoon main
Maana ke musht e khak se.