Tujhse Pehle Lyrics - Hrithik Roshan | Sridevi | Rakesh Roshan | Kishore Kumar

1986

Lyrics

Tujhse pehle bematlab thi zindagani
Tujhe pakar hi zindagi hain
Kya maine jaani
Tujhse pehle bematlab thi zindagani
Tujhe pakar hi zindagi hain
Kya maine jaani

Tu na hota to hum jane kahan kho jate
Badnami ki rahon mein gham hojate
Tu na hota to hum jane kahan kho jate
Badnami ki rahon mein gham hojate
Jeevan ki hamare
Jeevan ki hamare badli tune kahani
Tujhe pakar hi zindagi hain kya maine jaani

Duniya ne jo bhi chheena tujh mein paya
Pyase jeevan mein tu sawan ban ke aya
Duniya ne jo bhi chheena tujh mein paya
Pyase jeevan mein tu sawan ban ke aya
Tere dam se hi
Tere dam se hi sari duniya lage suhani
Tujhe pakar hi zindagi hain kya maine jaani

Main tere liye tu mere liye hain sahara
Saanson ke sang tootega pyar hamara
Main tere liye tu mere liye hain sahara
Saanson ke sang tootega pyar hamara
Bichhdenge na hum
Bichhdenge na hum jabtak sagar mein paani
Tujhe pakar hi zindagi hain kya maine jaani
Tujhse pehle bematlab thi zindagani
Tujhe pakar hi zindagi hain kya maine jaani.