tujhe jiivan kii dor se, baandh liyaa hai, baandh liyaa haitere zulm-o-sitam, sar aankhon parmaine badale men pyaar ke, pyaar diyaa hai, pyaar diyaa haiterii khushiyaan aur gam, sar aankhon partujhe jiivan kii(apsaraa koi aae to dekhuun nahiinkoi bahakaaye hansake to bahakuun nahiin ) - 2tore matavaare nainon ne, jaaduu kiyaao tore matavaare nainon ne, jaaduu kiyaaterii ulfat sanam sar aankhon par(mere jiivan kii anamit kahaanii hai tuu
merii taqadiir aur zindagaanii hai tuu ) - 2liye firate hain sabase chhupaaye hueo liye firate hain sabase chhupaaye hueterii tasaviir ham sar aankhon parchaand suuraj bhii hain terii parachhaa_iyaantujh se roshan huii dil kii gaharaa_iyaantere chehare kii jhilamil se manzil miliio tere chehare kii jhilamil se manzil miliiaisii pyaarii puunam sar aankhon partujhe jiivan kii dor se, baandh liyaa hai, baandh liyaa haitere zulmo-sitam, sar aankhon par