Tu shaayar hai, mai teree shaayaree song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sudhakar Bokade. This song was released on 30 Aug 1991.
tu shayar hai main teri shayari tu shayar hai main teri shayari
tu aashik hai main teri aashiki
tujhe milane ko dil karta hai tujhe milane ko dil karta hai
o mere sajana
tu shayar hai main teri shayari tu aashik hai main teri aashiki

teri har najm tera har geet hai yaad mujhe
teri har najm tera har geet hai yaad mujhe
jab tak saans chalegi naa bhulungi main to tujhe
tere bina jina nahi khaake kasam kehati hu
tere bina jina nahi khaake kasam kehati hu
maine bina dekhe bina jaane tujhe, dil de diya
tu dhadkan hai main teri jindagi tu shayar hai main teri shayari
tujhe milane ko dil karta hai tujhe milane ko dil karta hai
o mere sajana
tu shayar hai main teri shayari tu aashik hai main teri aashiki

apani betabi ka main kaise tujhase ijhar karu
apani betabi ka main kaise tujhase ijhar karu
kaise batalau tujhe jaane jaana kitna main pyar karu
lab pe koi naam nahi tere siva mere sajan
lab pe koi naam nahi tere siva mere sajan
mere iss dil pe tera hi nasha chha gaya
tu deewana, main teri deewanagi tu shayar hai main teri shayari
tujhe milane ko dil karta hai tujhe milane ko dil karta hai
o mere sajana
tu shayar hai main teri shayari tu aashik hai main teri aashiki