are tu kya jaane tujhme kya hai, teri muhabbat mera khuda haihusn kayaamat chaal kayaamat, gaal pe bikhare baal kayaamatchalti firati aafat ho tum, aafat pe dil mera fida haitu hai jameen pe suni hai jannat, kaun kare abb usase mohabbatkhuda pareshan tujhko bana ke, husn-e-khudaayi tujhme basa kephir na banegi tujhsi haseena, saara husn toh tujhme bhara haiteri shakl jab usne banaayi, pyaar ki khushbu hawa me aayijhum uthe sab nashe me baadal, nashe me main bhi ho gaya paagaljhume nashe me chaand aur taare, meri tarah tere pyaar ke maare
suraj ke dil me aag hai teri, ishq me tere woh bhi jala haihaath me tera haath rahe toh duniya se takara sakta hunoch ke suraj chaand sitaare iss dharti pe la sakta hudur na hona dil se laga ke, rakh dunga warna duniya jala ketere bina main ji na sakunga, teri mohabbat mera khuda haiare tu kya jaane tujhme kya hai, teri muhabbat mera khuda haiteri muhabbat mera khuda hai, teri muhabbat mera khuda haiteri muhabbat mera khuda hai, teri muhabbat mera khuda hai